One side hair cutting | Haircut men's | वन साईड हेयृ कटिंग





One side hair cutting | Haircut men's | वन साईड हेयृ कटिंग


hello everyone mai aman kaushik aaj aapko one side hair cutting mens and boys ke liye
batane vala hu aaj ke is blog par kaise aap apne hair style change kar improve kar sakte hai.
uske liye aap is post ko pura padna taki aap is haircut ko apne me apply kar sake |


one side hair cutting -

 bahut se log salon jaate hai par unko ye pta nahi rahta ki hume konsi hair cutting .
karvaani cahiye aaj mai aapko one side hair cuting ke baare me batunga .
one side matlb ek taraf ke pure 1 mm ya 2 ya 3mm apne according cut karte hai
use one side kahate hai or dusre side ke hair us side se bilkul alag hota hai, 
one side hair cutting
Add caption

you tube channel -  

   aap is post ko padh rahe hai to aap  jarur hairstyle ke videos bhi dekhana .
pasand karte hai to mere channel par vist kar sakte hai jisme mai hairstyle ke videos,
beauty and glooming tips batata hu , yaar ek baar vist karna or pasand aane par subscribe 

hairstyle photos || top 50 image -(https://formanhairstyle.com/hairstyle-photos/)

haircutting name for boys and mens -

  • one side - ek side ke hair ko same lenght me maang ya hair line tak or dusre taraf ko slop me mila kar cut karte hai|
one side hair cutting

  • two side - dono side ke hair ko sam lengh me ya fade kar apne according cut karte hai|

  • undercut- agar apka face cut long type ka hai to Aap under cut kara sakte hai ye aapke liye best baki haircut bhi aapko suit karega par ye best hai|

  • zero fade -oval shap face cut ko zero fade haircut suit krta hai yr best hai unke liye |

  •  high fade -squar facecut vale boys ko suit karta hai ye haircut |

  •  low fade - is haircut ko boys kara sakte hai jiska face kisi type ka bhi ho sab ko suit karta hai|

  •  medium fade - agar aap apne haircut ko skin jisme jada mat dikhe aisa rkhna cahte hai to aisa haircut kara sakte hai |




how to one side hair cut at salon -


salon me jab hum hair cut karvaane jate hai to barber ko batate kuch or hai ,
or o haircut karte kuch or hai ye problem sab ko face karna padta hai.
agar aapko isse bacna hai to aap apne salon me jaye tab hair style ke photos
us barber ko dikha do taki o misteck mat kare or dusra aapko us haircut ka .
pura detels aapko uske name or kitna lenght kitna mm rakhne hai ye aapko
pata hona cahiye .|

oneside hair cutting detels 

one side me pahle ek side ke pure baal ko jaha se aap mang nikalte hai
vaha tak 1 mm ya 2 mm size me rakte hai .

agar aap slop me rakna cahte hai 1 to 2 to 3 mm aise bhi rakh sakte hai

than dusre side ke hair ko milaate huye same lenght me rakte hai
or upar ke hair ko apne according cut karva sakte hai|


releted anothor post--






asha karta hu aaj ka ye one side hair cutting apko pasnd aayi hogi
to yaar apne dosto ko bhi is post ko shear kar do .|


thank you 



एक टिप्पणी भेजें

1 टिप्पणियाँ